Urdu Shayari

Main

Copyright 2001 2008 the sms masti admin $alman



Site hit counter

Sms Categories
Oneline users :


Kya ray! Aasmani kabutar! Apun ko sms ka hafta nahi aarela hai, Apun ko malum hai tere pass sms ka khazana padela hai, Jaldi se 2-4 jhakas sms ka hafta bhej kanjoos? Apka Pyara Munna Bhai


Munna: Teray ko maaloom hai k cigarette aik tarah say slow poison ka kaam karta hai. Patient: To mujhay konsa marnay ki jaldi hai


Munna: Bolay to Apun ko tera operation dobara karna paray ga. Kyun k apun kay rubber k gloves teray andar hi reh gaye hain. Patient: Agar yeh baat hai to mujhay jaanay do. Mien tumharay gloves ki payment kar doon ga.


Munna: Abay Circuit! Jaa baajo walay ghar say Doctor ko bula k laa, meri tabiat kharab ho reli hai. Circuit: Aey Bhai ! aap to khud doctor ho. Munna: Bolay to meri fees buhat zyada hai na


Circuit, “Bhai… bole to bachpan mein apun 20th Floor se gir gaya tha.” Munna Bhai, “Aisa kya? To fir bach gaya tha ya mar gaya tha? Circuit, “Abhi jaane do na bhai itni purani baat… Bole to ab apun ko jyada yaad nahin!!”


MUNNA BHAI: Circuit, bole toh yeh Ford kya hai? CIRCUIT: Bhai, gaadi hai. MUNNA BHAI: Toh phir, yeh Oxford kya hai? CIRCUIT: Bole toh, simple hai bhai, Ox mane Bail, Ford mane gaadi. Oxford bole toh Baelgaadi.


LECTURER: Write a note on Gandhi Jayanti. CIRCUIT WRITES: Gandhi was a great man, but maa kasam i dont know who is Jayanti. Koi locha-lafda hoga buddhe ka!
Submited by Admin
Submited by Admin
Submited by Admin
Submited by Admin
Submited by Admin
Submited by Admin
Submited by Admin
Page1