Urdu Shayari

Main

Copyright 2001 2008 the sms masti admin $alman



Site hit counter

Sms Categories
Oneline users :


Gabbar: Aare o sambha! yeh sms padhnewala insaan hai ki bandar? Samba: Sarkar agar reply kare toh insaan nahi toh bandar


Girl to Boy :darling, ek 1000 ka card send karo mera balance end ho gaya hay, tum to waise b mere aashiq ho na! Boy: mein tumara aashiq hoon UFONE walo ka "damaad" nahi.


Mouse to elephant: 2 din k liye apni Neaker dena. Elephant: ha....haaaa........haaaaa pehnay gaa kia?? Mouse: nahi......beti ki shadi hay,Tant lagwana hay.


New pakistan team for worldcup 2011 COach : wasim chakram team: bekar younus rashid takleef Shahid afriki Inzamam full duck Shoaib kambakhter MOhammad yousuf :) umer bull kamran khatmal kana naveedul hasan Mehman butt Extras baiman farhat danish maleria


Teacher: such or veham mae kia ferk hai? student: Ap jo hum ko perha rhi hain wo such hai lakin Hum parh rhe hain ye ap ka veham hain..


Makaan Maalik: 500 Rs. mahine ka kiraya hoga! Kiraayedar: Thik hai; par aapke makaan mein bahut Chuhay naach rahay hai.. Makaan Maalik: Toh 500 Rs. mein kya Bipasha Basu nachegi?


Agar "Dil" ko aanda(egg) kehtey to films k naam aisay hote Hum Aanda de chuke sanam, Yeh aanda aapka huwa, Hum aap k aanday main rehte hain, Aandy waale Bread le jayienge....
Submited by Admin
Submited by Admin
Submited by Admin
Submited by Admin
Submited by Admin
Submited by Admin
Submited by Admin
Page1